
Koyal
June 14, 2025 at 04:29 PM
๐๐ข๐-๐-๐๐ก๐๐๐๐๐ซ ๐๐ฎ๐๐๐ซ๐๐ค: ๐๐ฎ๐ง ๐๐ฎ๐ง๐ญ๐ฎ ๐๐๐ฎ๐ฅ๐, ๐
๐ ๐๐๐ณ๐ ๐๐ฅ๐ข๐ฎ๐ง ๐๐๐ฎ๐ฅ๐
18 Zilhajj ko manai jane wali Eid-e-Ghadeer Islami Riwayat mei bht ehmiyat rakhti hai. Ye Khushi ka mauqa us lamhay ki yaad dilata hai jab Maula Ali (A.S) ki wilayat ka elaan kiya gaya.
18 Zilhajj ko, Hijrat ke 10th year mein, Hazrat Muhammad ๏ทบ ne 70,000 se ziada followers kay saath Hajj ki adaigi ki. Wapsi kay safar mei Maqam-e-๐๐ก๐๐๐๐๐ซ-๐-๐๐ก๐ฎ๐ฆ kay maidan main rukei aur Ali IBNE ABU TALIB A.S ko mimber par bola kar unka hath buland kar kay khutba diya. Is khutbay mei apne elaan kiya kay;
๐ ๐๐ป ๐๐๐ป๐๐ ๐ ๐ฎ๐๐น๐ฎ, ๐๐ฎ ๐๐ฎ๐๐ฎ ๐๐น๐ถ๐๐ป ๐ ๐ฎ๐๐น๐ฎ
โJis Ka Main Maula, Uska Ali Maulaโ
๐๐ก๐๐ข๐ซ-๐- ๐๐ก๐ฎ๐๐ ๐๐๐ณ๐ซ๐๐ญ ๐๐ฅ๐ข ๐ข๐๐ง ๐๐๐ข ๐๐๐ฅ๐ข๐ ko bara (12) imam mei sei pehla imam muntakhib kiya gaya. Ye din Nabuwat kay silsilay ka ikhtitaam aur Imamat kay silsilay ka aghaaz tha. Isdin dunya bhar kay Shia Muslims mukhtalif rasomaat aur Riwayat ki pasdaari krte howe ๐๐ข๐-๐-๐๐ก๐๐๐๐๐ซ baray josh-o-kharoosh sei manate hein. ๐๐ข๐-๐-๐๐ก๐๐๐๐๐ซ Iran, Iraq, Pakistan aur degar muslim mumalik main momineen du

โค๏ธ
1