
Koyal
June 17, 2025 at 09:29 AM
๐๐ซ๐๐ง-๐๐ฌ๐ซ๐๐๐ฅ ๐๐๐ง๐ฌ๐ข๐จ๐ง๐ฌ ๐๐๐ข๐ง ๐๐ณ๐๐๐: ๐๐๐ค๐ข๐ฌ๐ญ๐๐ง ๐๐ ๐๐ซ๐๐ง ๐๐ข ๐๐จ๐ฏ๐๐ซ๐๐ข๐ ๐ง๐ญ๐ฒ ๐๐ข ๐๐ข๐ฆ๐๐ฒ๐๐ญ ๐๐ข
Middle East eik martaba phir se jang ki dehleez par, aur duniya bhar ki nigahain Iran aur Israel kay darmiyan barhti hui tensions par jam gayi. Eid-e-Ghadeer kay Roz Iran ka Israel par jawaabi war, Musalman Mumalik mein jazbaati gehma gehmi.
Jari ๐๐ซ๐๐ง-๐๐ฌ๐ซ๐๐๐ฅ ๐ญ๐๐ง๐๐ณ๐, eik naye morh par phonch chuka hai. Yeh geo-political situation sirf Middle East tak mehdood nahi, balkay puray Muslim ummah ko mutasir kar rahi hai. Eid-e-Ghadeer, jo Islam kay eik ehm waqiye, Hazrat Ali (AS) ki Wilayat kay elan se mansoob hai, us din Iran ka yeh jawabi war duniya ko ye dikhata hai kay zulm kay samne khamosh rehna bhi zulm ka saath denay aur gunnah kay brabar hai. Pakistan ki awaam ne Ghadeer kay din sirf dua nahi, balkay apne dilon mein Palestine aur Iran kay liye apne support ka izhaar bhi kiya. Eid-e-Ghadeer kay roshan din par, jab Muslim Ummah jashan mana rahi thi, Iran ne apne shaheedon ka badla lena aur Islami ittihad ka paighaam dena zaroori samjha. Pakistan ki awaam aur civil society ne is qadam ko na sirf support kiya, balkay har platform par Iran kay saath yakjehti ka izhar bhi kiya.
๐๐ซ๐๐ง-๐๐ฌ๐ซ๐๐๐ฅ ๐ญ๐๐ง๐ฌ๐ข๐จ๐ง๐ฌ sirf do mulkon ka issue nahi, balkay yeh puri Muslim duniya ka imtihan hai. Musalman Mumalik kay darmiyan strategic aur emotional ties ka taqaza hai kay woh eik doosray ka saath dein, khaaskar jab baat ho sovereignty aur dignity ki. Pakistan ki awaam mein bhi barhti hui awareness aur support Iran kay haq mein daikhne ko mil rahi hai. Social media platforms par log hashtags kay zariye apna ehtijaj record karwa rahe hain.
Pakistan ne ๐๐ฟ๐ฎ๐ป-๐๐๐ฟ๐ฎ๐ฒ๐น ๐ฐ๐ผ๐ป๐ณ๐น๐ถ๐ฐ๐ par apna official stance wazeh kar diya hai. ๐ฃ๐ฟ๐ถ๐บ๐ฒ ๐ ๐ถ๐ป๐ถ๐๐๐ฒ๐ฟ ๐ฆ๐ต๐ฒ๐ต๐ฏ๐ฎ๐ ๐ฆ๐ต๐ฎ๐ฟ๐ถ๐ณ ne Saturday ko Iran kay saath mukammal yakhjeeti ka elaan krte howe kaha kay
๐๐ฒ (๐๐ต๐ฒ ๐ฃ๐ ) ๐๐๐ฟ๐ผ๐ป๐ด๐น๐ ๐ฐ๐ผ๐ป๐ฑ๐ฒ๐บ๐ป๐ฒ๐ฑ ๐๐ต๐ฒ ๐๐๐ฟ๐ฎ๐ฒ๐น๐ถ ๐ฎ๐๐๐ฎ๐ฐ๐ธ๐ ๐ฎ๐ด๐ฎ๐ถ๐ป๐๐ ๐๐ฟ๐ฎ๐ป, ๐๐ต๐ถ๐ฐ๐ต ๐ฎ๐ฟ๐ฒ ๐ฎ ๐๐ถ๐ผ๐น๐ฎ๐๐ถ๐ผ๐ป ๐ผ๐ณ ๐ถ๐๐ ๐๐ผ๐๐ฒ๐ฟ๐ฒ๐ถ๐ด๐ป๐๐ ๐ฎ๐ป๐ฑ ๐๐ฒ๐ฟ๐ฟ๐ถ๐๐ผ๐ฟ๐ถ๐ฎ๐น ๐ถ๐ป๐๐ฒ๐ด๐ฟ๐ถ๐๐, ๐ฎ๐ป๐ฑ ๐ฎ ๐ฐ๐ผ๐บ๐ฝ๐น๐ฒ๐๐ฒ ๐๐ถ๐ผ๐น๐ฎ๐๐ถ๐ผ๐ป ๐ผ๐ณ ๐๐ต๐ฒ ๐จ๐ก ๐๐ต๐ฎ๐ฟ๐๐ฒ๐ฟ ๐ฎ๐ป๐ฑ ๐ถ๐ป๐๐ฒ๐ฟ๐ป๐ฎ๐๐ถ๐ผ๐ป๐ฎ๐น ๐น๐ฎ๐. ๐ง๐ต๐ฒ ๐ฝ๐ฟ๐ถ๐บ๐ฒ ๐บ๐ถ๐ป๐ถ๐๐๐ฒ๐ฟ ๐ฐ๐ผ๐ป๐ฑ๐ฒ๐บ๐ป๐ฒ๐ฑ ๐๐๐ฟ๐ฎ๐ฒ๐นโ๐ ๐ฝ๐ฟ๐ผ๐๐ผ๐ฐ๐ฎ๐๐ถ๐ผ๐ป๐ ๐ฎ๐ป๐ฑ ๐ฎ๐ฑ๐๐ฒ๐ป๐๐๐ฟ๐ถ๐๐บ, ๐ฐ๐ฎ๐น๐น๐ถ๐ป๐ด ๐๐ต๐ฒ๐บ ๐ฎ ๐๐ฒ๐ฟ๐ถ๐ผ๐๐ ๐๐ต๐ฟ๐ฒ๐ฎ๐ ๐๐ผ ๐ฟ๐ฒ๐ด๐ถ๐ผ๐ป๐ฎ๐น ๐ฎ๐ป๐ฑ ๐ด๐น๐ผ๐ฏ๐ฎ๐น ๐ฝ๐ฒ๐ฎ๐ฐ๐ฒ ๐ฎ๐ป๐ฑ ๐๐๐ฎ๐ฏ๐ถ๐น๐ถ๐๐. ๐๐ฒ ๐ฎ๐น๐๐ผ ๐๐๐ฟ๐ผ๐ป๐ด๐น๐ ๐ฐ๐ผ๐ป๐ฑ๐ฒ๐บ๐ป๐ฒ๐ฑ ๐๐๐ฟ๐ฎ๐ฒ๐นโ๐ ๐๐ป๐ฎ๐ฏ๐ฎ๐๐ฒ๐ฑ ๐ฎ๐ฐ๐๐ ๐ผ๐ณ ๐ฏ๐ฟ๐๐๐ฎ๐น ๐ด๐ฒ๐ป๐ผ๐ฐ๐ถ๐ฑ๐ฒ ๐ฎ๐ด๐ฎ๐ถ๐ป๐๐ ๐๐ต๐ฒ ๐ฏ๐ฟ๐ฎ๐๐ฒ ๐ฃ๐ฎ๐น๐ฒ๐๐๐ถ๐ป๐ถ๐ฎ๐ป๐, ๐ฃ๐ง๐ฉ ๐ก๐ฒ๐๐ ๐ฟ๐ฒ๐ฝ๐ผ๐ฟ๐๐ฒ๐ฑ.
(Source: https://www.dawn.com/news/1917111/pakistan-stands-in-complete-solidarity-with-iran-amid-conflict-with-israel-pm-shehbaz)
Yeh bayan sirf diplomatic language tak mehdood nahi, balkay yeh Muslim brotherhood ka aik wazeh signal hai jo Pakistan ki foreign policy mein daikhne ko milta raha hai. Pakistan ne phir se apna role aik zimme-dar, peace-loving aur Muslim-centered mulk kay tor par adaa kiya hai.
Aaj jab ๐๐ซ๐๐ง-๐๐ฌ๐ซ๐๐๐ฅ ๐ญ๐๐ง๐ฌ๐ข๐จ๐ง๐ฌ barh chuki hain, to Pakistan ki youth Koyal jese platforms kay zariye shaoor aur sakafat ka aik mukhtalif andaaz dunya kay samne la rahi hai, jahan duaon aur peace anthems kay zariye messages of solidarity bheje ja rahe hain. ๐๐ผ๐๐ฎ๐น, sirf music platform nahi, balkay digital media kay zariye awaazon ko jornay aur jazbaat ko ubharne ka raasta hai. Aaj kay daur mein cultural diplomacy bhi aik tool ban chuki hai jahan awaazon kay zariye messages duniya tak pohanchae ja sakte hain aur Koyal is silsile mein eik pioneer ban kar ubhar raha hai.
Log na sirf duaein kar rahe hain, balkay apne jazbaat ko patriotic songs kay zariye bhi izhar kar rahe hain. Platforms jaise ๐๐ผ๐๐ฎ๐น ๐๐ฝ๐ฝ par is waqt "๐๐๐ฒ ๐ฅ๐ฎ๐ฎ๐ต-๐ฒ-๐๐ฎ๐พ ๐๐ฎ๐ ๐ฆ๐ต๐ฎ๐ต๐ฒ๐ฒ๐ฑ๐ผ, "๐๐ฎ๐๐ฏ๐ฎ ๐๐๐ป๐ผ๐ผ๐ป" aur "๐ฌ๐ฒ ๐ช๐ฎ๐๐ฎ๐ป ๐ง๐๐บ๐ต๐ฎ๐ฟ๐ฎ ๐๐ฎ๐ถ" jese naghmaay logon kay dil ki awaz ban chukay hain. Har daur, har conflict mein awaaz ka kirdar hota hai. ๐๐ผ๐๐ฎ๐น usi awaaz ko platform deta hai chahe woh watan se wafa ka paighaam ho, ya jazbaat ka izhar.
Agar aap patriotic songs sunna chahtay hein tou abhi ๐๐ผ๐๐ฎ๐น ๐๐ฝ๐ฝ download karein aur diye gae links par click karein.
Aye Raah-e-Haq Kay Shaheedo: https://koyal.pk/track/aye-rahe-haq-ke-shaheedo-545
Jazba Junoon: https://koyal.pk/track/jazba-junoon-50514
Ye Watan Tumhara Hai: https://koyal.pk/track/ye-watan-tumhara-hai-124962
๐๐จ๐ฒ๐๐ฅ - ๐๐๐๐๐ช๐๐ญ, ๐๐ฆ๐๐ง ๐๐ฎ๐ซ ๐๐ญ๐ญ๐๐ก๐๐ ๐๐ ๐๐๐ข๐ ๐ก๐๐ฆ
