
QUR'AN WORD BY WORD DAILY 1 AYATH
May 28, 2025 at 04:15 AM
*Soorah 3 Aal e Imraan*
Aayah 90 Word by Word
إِنَّ
Indeed
Beshak
ٱلَّذِينَ
the ones who
Woh log jinhone
كَفَرُوا۟
All have disbelieved
Sabne inkaar kiya
بَعْدَ
after
Baad
إِيمَٰنِهِمْ
their belief
Un sabka Eimaan
ثُمَّ
then
Phir
ٱزْدَادُوا۟
IZDAADOO
Root Letters ز ي د
All increased
Sab Badh gaye
سب بڑھ گئے
كُفْرًا
disbelief
inkaar
لَّن
never ever
Hargiz nahin
تُقْبَلَ
TUQBALA
Root Letters ق ب ل
will be accepted
Qubool kee jaayegi
قبول کی جائے گی
تَوْبَتُهُمْ
TAWBATUHUM
Root Letters ت و ب
their repentance
Un sabki Tawbah
ان سب کی توبہ
وَأُو۟لَٰٓئِكَ
and those are the ones
Aur yehi woh log hain
هُمُ
They all
Wohi sab
ٱلضَّآلُّونَ
All the ones who chose to go astray
sab Gumraahee Iqhtiyaar karne wale
*Soorah 3 Aal e Imraan*
Aayah 90
*اِنَّ الَّذِيۡنَ كَفَرُوۡا بَعۡدَ اِيۡمَانِهِمۡ ثُمَّ ازۡدَادُوۡا كُفۡرًا لَّنۡ تُقۡبَلَ تَوۡبَتُهُمۡۚ وَاُولٰٓئِكَ هُمُ الضَّآلُّوۡنَ*
_*INNAL LAZEENA KAFAROO BA'DA EIMAANIHIM SUMM AZDAADOO KUFRAL LAN TUQBALA TAWBATUHUM, WA ULAAAIKA HUMUD DAAALLOON.*_
*Indeed those who have disbelieved after their acceptance of Belief, then they went on increasing in their disbelief, their repentance will never ever be accepted. And those are the ones who chose to go astray.*
_*جو لوگ ایمان لانے کے بعد کافر ہو گئے پھر کفر میں بڑھتے گئے ایسوں کی توبہ ہرگز قبول نہ ہوگی اور یہ لوگ گمراہ ہیں*_
_*Beshak woh log jinhone inkaar kiya unke Eimaan qubool kar lene ke baad, phir woh Badhtay chalay gaye apne inkaar mein, unki Tawbah Hargiz Qubool nahin kee jaayegi, aur yehi woh log hain Gumraahee Iqhtiyaar karne wale.*_