QUR'AN WORD BY  WORD DAILY 1 AYATH
QUR'AN WORD BY WORD DAILY 1 AYATH
May 30, 2025 at 04:53 AM
*Soorah 3 Aal e Imraan* Aayah 91 Word by Word إِنَّ Indeed Beshak ٱلَّذِينَ the ones who Woh log jinhone كَفَرُوا۟ All have disbelieved Sabne inkaar kiya وَمَاتُوا۟ and all died Aur sab Mar gaye O وَهُمْ while they all Is haal mein ke woh sab كُفَّارٌ Disbelievers Inkaar karne wale فَلَن then never ever Toh Hargiz nahin يُقْبَلَ It will be accepted Woh Qubool kiya jaayega مِنْ from Se أَحَدِهِم anyone from among all of them Un sab mein se kisi ek مِّلْءُ MIL'U Root Letters م ل ا Full Bhar بھر ٱلْأَرْضِ Earth Zameen ذَهَبًا Gold Sonaa وَلَوِ and even if Aur Agar che ٱفْتَدَىٰ IFTADAA Root Letters ف د ي Redeems Fidyah de فدیہ دے بِهِ In it's exchange Uske badlay mein أُو۟لَٰٓئِكَ Those are the ones Yehi woh log hain لَهُمْ for all of them Un sabke liye عَذَابٌ A Torment Ek Azaab أَلِيمٌ Painful Dardnaak وَمَا and not Aur nahin لَهُم for all of them Un sabke liye مِّن From among Mein se نَّٰصِرِينَ All helpers Sab Madadgaaron *Soorah 3 Aal e Imraan* Aayah 91 *اِنَّ الَّذِيۡنَ كَفَرُوۡا وَمَاتُوۡا وَهُمۡ كُفَّارٌ فَلَنۡ يُّقۡبَلَ مِنۡ اَحَدِهِمۡ مِّلۡءُ الۡاَرۡضِ ذَهَبًا وَّلَوِ افۡتَدٰى بِهٖ ؕ اُولٰٓئِكَ لَـهُمۡ عَذَابٌ اَلِـيۡمٌۙ وَّمَا لَـهُمۡ مِّــنۡ نّٰصِــرِيۡنَ* _*INNAL LAZEENA KAFAROO WA MAATOO WA HUM KUFFAARUN FALAIY YUQBALA MIN AHADIHIM MIL'UL ARDI ZAHABAUW WA LAW IFTADAA BIH, ULAAAIKA LAHUM AZAABUN ALEEMUW WA MAA LAHUM MIN NAASIREEN.*_ *Indeed those who have disbelieved, and died while they were disbelievers, then never ever will be accepted from anyone of them, earth full of gold, and even if he redeems, in it's exchange. Those are the ones for whom there's a painful torment and there won't be any helpers for them in the Hereafter.* _*Alhamdulillaah, Juz (Paarah) 3 has been completed*_ _*جو لوگ کافر ہوئے اور کفر ہی کی حالت میں مر گئے وہ اگر (نجات حاصل کرنی چاہیں اور) بدلے میں زمین بھر کر سونا دیں تو ہرگز قبول نہ کیا جائے گا ان لوگوں کو دکھ دینے والا عذاب ہو گا اور ان کی کوئی مدد نہیں کرے گا*_ _*Beshak woh log jinhone inkaar kiya aur Mar gaye is haal mein ke woh inkaar karne wale thay, toh Hargiz Qubool nahin kiya jaayega unmein se kisi ek se unke apne Bachaaw ke liye Zameen bhar Sonaa, aur Agar Che woh batawr fidyah de, uske badlay mein, yehi woh log hain jinke liye ek Dardnaak Azaab hai aur Aaqhirat mein unke liye koi madadgaar nahin honge.*_ *Alhamdulillaah, Juz (Paarah) 3 Mukammal ho gaya hai*
❤️ 1

Comments