
QUR'AN WORD BY WORD DAILY 1 AYATH
June 19, 2025 at 06:32 AM
*Soorah 3 Aal e Imraan*
Aayah 107 Word by Word
وَأَمَّا
And as for
Aur rahe
ٱلَّذِينَ
the ones whose
Woh log jinke
ٱبْيَضَّتْ
IB'YADDAT
Root Letters ب ي ض
Will be white
Safayd honge
سفید ہوں گے
وُجُوهُهُمْ
their faces
Un sabke Chehray
فَفِى
So will be in
Toh mein honge
رَحْمَةِ
Mercy
Rahmat
ٱللَّهِ
Allaah
هُمْ
they all
Woh sab
فِيهَا
in it
Usmein
خَٰلِدُونَ
All will live forever
Sab Hamesha rahenge
*Soorah 3 Aal e Imraan*
Aayah 107
*وَاَمَّا الَّذِيۡنَ ابۡيَـضَّتۡ وُجُوۡهُهُمۡ فَفِىۡ رَحۡمَةِ اللّٰهِ ؕ هُمۡ فِيۡهَا خٰلِدُوۡنَ*
_*WA AMMAL LAZEEN AB'YADDAT WUJOOHUHUM FAFEE RAHMAT ILLAAH, HUM FEEHAA QHAALIDOON.*_
*And as for those whose faces will be white (bright), they will be in Mercy (Paradise) of Allaah SWT, they will live forever in it.*
_*اور جن لوگوں کے منہ سفید ہوں گے وہ اللہ کی رحمت (کے باغوں) میں ہوں گے اور ان میں ہمیشہ رہیں گے*_
_*Aur rahe woh log jinke Chehray safayd honge, toh woh Allaah SWT Ki Rahmat (Jannat) mein honge, woh usmein hamesha rahenge.*_
*Soorah 3 Aal e Imraan*
Aayah 108 Word by Word
تِلْكَ
These
Yeh
ءَايَٰتُ
Verses
Aayaat
ٱللَّهِ
Allaah
نَتْلُوهَا
We recite them
Ham Tilaawat karte hain inhein
عَلَيْكَ
On you
Aap par
بِٱلْحَقِّ
With the truth
Haq ke saath
وَمَا
And not
Aur nahin
ٱللَّهُ
Allaah
يُرِيدُ
He intends
Woh iraada rakhtay hain
ظُلْمًا
ZULMAN
Root Letters ظ ل م
Wrongdoing
Zulm
ظلم
لِّلْعَٰلَمِينَ
On all the worlds
Sab Jahaan walon par
*Soorah 3 Aal e Imraan*
Aayah 108
*تِلۡكَ اٰيٰتُ اللّٰهِ نَـتۡلُوۡهَا عَلَيۡكَ بِالۡحَـقِّؕ وَمَا اللّٰهُ يُرِيۡدُ ظُلۡمًا لِّلۡعٰلَمِيۡنَ*
_*TILKA AAYAAT ULLAAHI NATLOOHAA ALAIKA BILHAQ, WA MALLAAHU YUREEDU ZULMAL LIL'AALAMEEN.*_
*These are the Qur'aanic Verses of Allaah SWT : We (Allaah SWT) recite these Verses to you O Muhammad SAW with the truth, and Allaah SWT doesn't intend any wrongdoing (injustice) on the people of the world.*
_*یہ اللہ کی آیتیں ہیں جو ہم تم کو صحت کے ساتھ پڑھ کر سناتے ہیں اور اللہ اہلِ عالم پر ظلم نہیں کرنا چاہتا*_
_*Yeh Allaah SWT Ki Qur'aanee Aayaat hain, Ham (Allaah SWT) Tilaawat karte hain in Aayaat ki aap Rasoolullaah SAW par Haq (Sachaaee) ke saath, aur Allaah SWT, Jahaan ke logon par zulm karne ka koi iraada nahin Rakhte
*Soorah 3 Aal e Imraan*
Aayah 109 Word by Word
وَلِلَّهِ
And to Allaah
Aur Allaah ka hai
مَا
whatever
Jo kuch
فِى
in
Mein
ٱلسَّمَٰوَٰتِ
the heavens
Aasmaano
وَمَا
and whatever
Aur jo kuch
فِى
in
Mein
ٱلْأَرْضِ
the earth
Zameen
وَإِلَى
And towards
Aur ki taraf
ٱللَّهِ
Allaah
تُرْجَعُ
Are being returned
Lawtaaye jaatay hain
ٱلْأُمُورُ
the matters
Ma'aamlaat
*Soorah 3 Aal e Imraan*
Aayah 109
*وَلِلّٰهِ مَا فِى السَّمٰوٰتِ وَمَا فِى الۡاَرۡضِؕ وَاِلَى اللّٰهِ تُرۡجَعُ الۡاُمُوۡرُ*
_*WA LILLAAHI MAA FIS SAMAAWAATI WA MAA FIL ARD, WA IL ALLAAHI TURJAUL UMOOR.*_
*And to Allaah SWT belongs whatever is in the heavens and whatever is in the earth. And all the matters are being returned towards Allaah SWT for decision.*
_*اور جو کچھ آسمانوں میں اور جو کچھ زمین میں ہے سب اللہ ہی کا ہے اور سب کاموں کا رجوع (اور انجام) اللہ ہی کی طرف ہے*_
_*Aur Allaah SWT Hi ka hai jo kuch Aasmaano mein hai aur jo kuch Zameen mein hai, aur Allaah SWT Hi ki taraf Tamaam Ma'aamlaat Lawtaaye jaatay hain Faisla karne ke liye.*_