
Raah E Haq (راہِ حق): Spreading the Light of Qur'aan & Sunnah | Authentic Posts | Pure Knowledge
2.3K subscribers
About Raah E Haq (راہِ حق): Spreading the Light of Qur'aan & Sunnah | Authentic Posts | Pure Knowledge
*✍ مقصد: اسلام کی حقیقی تعلیمات کو عام کرنا اور اُمتِ مسلمہ کو دشمنانِ اسلام کی سازشوں سے آگاہ کرنا اور بیدار کرنا ہے۔* *✍ Maqsad: Islaam Ki Haqeeqi Ta'leemaat Ko Aam Karna Aur Ummat E Muslimah Ko Dushmanaan E Islaam Ki Saazishon Se Aagaah Karna Aur Bedaar Karna Hai.* *✍ دعوت: اپنے دوستوں، عزیزوں اور رشتے داروں کو بھی اس چینل سے جوڑیں تاکہ اجتماعی طور پر ہم دین کی حفاظت کے فریضے کو پورا کر سکیں۔ آئیں مل کر دین کا تحفظ کریں، شریعت کا علم پھیلائیں!* *✍ Da'wat: Apne Doston, Azeezon Aur Rishte-Daaron Ko Bhi Is Channel Se Joden TaaKe Ijtimaa'ee Taur Par Ham Deen Ki Hifaazat Ke Faraaiz Ko Poora Kar Saken. Aayen Mil Kar Deen Ka Tahaffuz Karen, Sharee'at Ka Ilm Phailaayen!* Follow the *Raah E Haq (راہِ حق)* Channel on WhatsApp: https://whatsapp.com/channel/0029VaRR3zV3QxRuQSHYfL3Z Follow the *Habeebullah Official* Channel on WhatsApp: https://whatsapp.com/channel/0029Vaw2q5B3mFY8x4tpE33r Follow the *بزمِ اُردو چمن* Channel on WhatsApp: https://whatsapp.com/channel/0029VbAlkDbGpLHUu4wI0G2v Follow the *Smart Learning* Channel on WhatsApp: https://whatsapp.com/channel/0029VbAjiZkIXnlzULvVkN28 Raah E Haq, Deoband, Ummah Protection, Expose False Sects, Defeat Fitnah, True Islam, Deobandi Teachings, Islamic Unity, Islamic Knowledge, Islamic Truth, Islamic Content, Islamic Learning, Islamic Sharing, Islamic Guidance, Islamic Faith, Islamic Teachings, Islamic Reminders, Islamic Quotes, Islamic Peace, Islamic Support, WhatsApp Status, WhatsApp Videos, WhatsApp Channels, Islamic History, Islamic Culture, Islamic Values, Islamic Law, Islamic Education, Palestine, Ghaza, Israel, Waqf Board, Waqf Bill, Genocide, Waqf Updates, Gaza, Ghaza Updates, Ghaza Israel, False Ideologies, False Narratives, Religious Extremism, Islamic Awakening, Islamic Revolution, Islamic Faithfulness, Islamic Uprising, Islamic Resurgence, Islamic WhatsApp Channel, WhatsApp Islamic Content, Islamic WhatsApp Videos, Islamic Community, Islamic WhatsApp Status, Poetry, Against Waqt Bill, Justice, Indian Updates, India News, World News, New Updates
Similar Channels
Swipe to see more
Posts

*Iran Ki Asliyat* 1979 Mein Iran Mein Khomeini Ki Qayadat Mein Badshahat Khatam Kar Ke Rafzi Inqilab Laya Gaya. Is Inqilab Ne Pore Mashriq-E-Wusta Ko Hila Kar Rakh Diya. Daawa Kiya Gaya Ke Yeh Ek Islami Bedari Hai, Magar Jald Hi Is Ke Asraat Aur Azaaim Wazeh Honay Lage. 1982 Mein Iran Ne Lebanon Mein Hezbollah Ke Zariye Mudakhlat Ki. Is Mudakhlat Ke Nateejay Mein Aaj Tak Lebanon Ki Khudmukhtari Buri Tarah Mutasir Hai, Hukumat Kamzor Hai Aur Ek Musalsal Siyasi O Maashi Buhran Jari Hai. 1983 Mein Iran Ne Iraq Mein Firqawarana Mudakhlat Shuru Ki, Jis Se Shia Sunni Taqseem Mazeed Gehri Hui. Iran Ki Madad Se Qaim Milishiaon Ne Hazaron Sunni Musalmanon Ko Nishana Banaya. Aaj Iraq Dakhli Intishar, Firqawariyat Aur Irani Asar-O-Rusookh Ka Garh Bana Hua Hai. 2011 Mein Shaam Mein Khanah Jangi Ke Doran Iran Ne Bashar Al-Assad Ki Himayat Mein Mudakhlat Ki. Irani Milishiaen, Pasdaran-E-Inqilab Aur Hezbollah Ki Shumooliyat Se Lakhon Sunni Musalman Shaheed Ya Beghar Hue. Aaj Shaam Ek Tabah Hal Mulk Hai, Jahan Iran Ka Asar Markazi Hesiyat Rakhta Hai. 2014 Mein Yemen Mein Iran Ne Houthi Baghiyon Ki Himayat Ki. Is Ke Nateejay Mein Khanah Jangi Shuru Hui Jo Aaj Tak Jari Hai. Yemen Insani Buhran Ka Shikar Hai, Hazaron Bachche Bhook Se Mar Chuke Hain. 2006 Se 2020 Ke Darmiyan Bahrain, Kuwait Aur Saudi Arab Mein Iran Ki Khufia Mudakhlat Aur Baghawaton Ki Koshishen Manzar Aam Par Aayeen. In Mein Giraftar Afrad Ne Irani Himayat Ka Aitraaf Kiya. In Mumalik Mein Irani Asar Ko Rokne Ke Liye Sakht Hifazati Iqdamat Uthaye Gaye. 2011 Mein Libya Mein Moammar Qaddafi Ke Khilaf Awami Baghawat Shuru Hui. Agarche Iran Barah-E-Raast Fariq Na Tha, Magar Kai Khufia Channels Aur Inqilabi Media Ke Zariye Irani Himayat Wazeh Thi. Qaddafi Ki Halakat Ke Baad Baaz Ittila'at Ke Mutabiq Iran Nawaz Halaqon Ne Jashn Manaya, Aur Mithaiyan Taqseem Ki Gayi. Aaj Libya Khanah Jangi, Bairooni Mudakhlat Aur Badtareen Intishar Ka Shikar Hai. 2003 Mein Saddam Hussain Ki Hukumat Ke Khatme Par Bhi Iran Nawaz Anasir Ne Jashn Manaya Tha. Iraq Ki Galiyon Mein Mithaiyan Baanti Gayi. Is Ke Baad Iran Ne Wahan Apne Asar-O-Rusookh Ko Is Qadar Barha Liya Ke Aaj Iraqi Policy Taqreeban Tehran Ke Zair-E-Asar Hai. 1987 Mein Iran Ne Saudi Arab Mein Hajj Ke Dauran Hungama Aarai Ki, Jis Mein 400 Se Zaid Hujjaj Jaan Ba Haq Hue. Iran Ne Isay Mazhabi Ehtijaj Kaha, Magar Aalmi Satah Par Isay Intehai Ghair-Zimmedarana Qadam Samjha Gaya. Pakistan Mein Bhi Iran Ki Mudakhlat Ke Shawahid Maujood Hain. Firqawarana Tanzeemon Ki Pusht Panahi, Asleha Ki Smuggling, Aur Mazhabi Maqasid Ke Naam Par Proxy Jung Jaise Waqiat Mazi Mein Record Par Aa Chuke Hain. Nateejatan Pakistan Mein Firqawarana Kashidgi Barhi Aur Hazaron Jaanain Gayin. Yahan Sawaal Yeh Uthta Hai — Kya Yeh Sab Mehaz Ittifaq Hai? Ya Yeh Haqeeqat Hai Ke Jahan Iran Jata Hai, Wahan Tabahi Aur Firqawariyat Apne Sath Lata Hai? Kya Iran Waqai Islami Duniya Ki Qayadat Ke Laayak Hai, Ya Woh Sirf Apne Geographiyai O Firqawarana Agenda Ke Liye Kaam Kar Raha Hai? Woh Iran Jis Ne Baitullah Par Bhi Siyasi Azaaim Ki Lapeet Mein Charhai Ki, Woh Iran Jis Ne Saddam Aur Qaddafi Ki Maut Par Jashn Manaya, Kya Woh Waqai Hamara Khairkhwah Ho Sakta Hai? Kya Woh Hamare Dilon Mein Islami Hero Ka Maqam Pa Sakta Hai? Kya Yeh Wohi Iran Nahi Jis Ne Shaam Mein Musalmanon Ka Khoon Bahaya? Kya Yeh Wohi Iran Nahi Jis Ne Yemen Ko Firqawariyat Ki Aag Mein Jhonk Diya? Kya Yeh Wohi Iran Nahi Jis Ki Pusht Panahi Se Iraq Mein Hazaron Be-Gunah Maare Gaye? Kya Yehi Wohi Iran Nahi Jis Ne Libya Mein Moammar Qaddafi Ki Maut Par Mithaiyan Taqseem Ki? Kya Yeh Wohi Iran Nahi Jo Hajj Jaise Muqaddas Mauqe Par Bhi Fasaad Barpa Karne Se Baaz Na Aaya?


*ایران کہ اصلیت* 1979 میں ایران میں خمینی کی قیادت میں بادشاہت ختم کر کے رافضی انقلاب لایا گیا۔ اس انقلاب نے پورے مشرقِ وسطیٰ کو ہلا کر رکھ دیا۔ دعویٰ کیا گیا کہ یہ ایک اسلامی بیداری ہے، مگر جلد ہی اس کے اثرات اور عزائم واضح ہونے لگے۔ 1982 میں ایران نے لبنان میں حزب اللہ کے ذریعے مداخلت کی۔ اس مداخلت کے نتیجے میں آج تک لبنان کی خودمختاری بری طرح متاثر ہے، حکومت کمزور ہے اور ایک مسلسل سیاسی و معاشی بحران جاری ہے۔ 1983 میں ایران نے عراق میں فرقہ وارانہ مداخلت شروع کی، جس سے شیعہ سنی تقسیم مزید گہری ہوئی۔ ایران کی مدد سے قائم ملیشیاؤں نے ہزاروں سنی مسلمانوں کو نشانہ بنایا۔ آج عراق داخلی انتشار، فرقہ واریت اور ایرانی اثر و رسوخ کا گڑھ بنا ہوا ہے۔ 2011 میں شام میں خانہ جنگی کے دوران ایران نے بشار الاسد کی حمایت میں مداخلت کی۔ ایرانی ملیشیائیں، پاسدارانِ انقلاب اور حزب اللہ کی شمولیت سے لاکھوں سنی مسلمان شہید یا بے گھر ہوئے۔ آج شام ایک تباہ حال ملک ہے، جہاں ایران کا اثر مرکزی حیثیت رکھتا ہے۔ 2014 میں یمن میں ایران نے حوثی باغیوں کی حمایت کی۔ اس کے نتیجے میں خانہ جنگی شروع ہوئی جو آج تک جاری ہے۔ یمن انسانی بحران کا شکار ہے، ہزاروں بچے بھوک سے مر چکے ہیں۔ 2006 سے 2020 کے درمیان بحرین، کویت اور سعودی عرب میں ایران کی خفیہ مداخلت اور بغاوتوں کی کوششیں منظر عام پر آئیں۔ ان میں گرفتار افراد نے ایرانی حمایت کا اعتراف کیا۔ ان ممالک میں ایرانی اثر کو روکنے کے لیے سخت حفاظتی اقدامات اٹھائے گئے۔ 2011 میں لیبیا میں معمر قذافی کے خلاف عوامی بغاوت شروع ہوئی۔ اگرچہ ایران براہ راست فریق نہ تھا، مگر کئی خفیہ چینلز اور انقلابی میڈیا کے ذریعے ایرانی حمایت واضح تھی۔ قذافی کی ہلاکت کے بعد بعض اطلاعات کے مطابق ایران نواز حلقوں نے جشن منایا، اور مٹھائیاں تقسیم کی گئیں۔ آج لیبیا خانہ جنگی، بیرونی مداخلت اور بدترین انتشار کا شکار ہے۔ 2003 میں صدام حسین کی حکومت کے خاتمے پر بھی ایران نواز عناصر نے جشن منایا تھا۔ عراق کی گلیوں میں مٹھائیاں بانٹی گئیں۔ اس کے بعد ایران نے وہاں اپنے اثر و رسوخ کو اس قدر بڑھا لیا کہ آج عراقی پالیسی تقریباً تہران کے زیرِ اثر ہے۔ 1987 میں ایران نے سعودی عرب میں حج کے دوران ہنگامہ آرائی کی، جس میں 400 سے زائد حجاج جاں بحق ہوئے۔ ایران نے اسے مذہبی احتجاج کہا، مگر عالمی سطح پر اسے انتہائی غیرذمہ دارانہ قدم سمجھا گیا۔ پاکستان میں بھی ایران کی مداخلت کے شواہد موجود ہیں۔ فرقہ وارانہ تنظیموں کی پشت پناہی، اسلحے کی اسمگلنگ، اور مذہبی مقاصد کے نام پر پراکسی جنگ جیسے واقعات ماضی میں ریکارڈ پر آ چکے ہیں۔ نتیجتاً پاکستان میں فرقہ وارانہ کشیدگی بڑھی اور ہزاروں جانیں گئیں۔ یہاں سوال یہ اٹھتا ہے — کیا یہ سب محض اتفاق ہے؟ یا یہ حقیقت ہے کہ جہاں ایران جاتا ہے، وہاں تباہی اور فرقہ واریت اپنے ساتھ لاتا ہے؟ کیا ایران واقعی اسلامی دنیا کی قیادت کے لائق ہے، یا وہ صرف اپنے جغرافیائی و فرقہ وارانہ ایجنڈے کے لیے کام کر رہا ہے؟ وہ ایران جس نے بیت اللہ پر بھی سیاسی عزائم کی لپیٹ میں چڑھائی کی، وہ ایران جس نے صدام اور قذافی کی موت پر جشن منایا، کیا وہ واقعی ہمارا خیرخواہ ہو سکتا ہے؟ کیا وہ ہمارے دلوں میں اسلامی ہیرو کا مقام پا سکتا ہے؟ کیا یہ وہی ایران نہیں جس نے شام میں مسلمانوں کا خون بہایا؟ کیا یہ وہی ایران نہیں جس نے یمن کو فرقہ واریت کی آگ میں جھونک دیا؟ کیا یہ وہی ایران نہیں جس کی پشت پناہی سے عراق میں ہزاروں بے گناہ مارے گئے؟ کیا یہی وہ ایران نہیں جس نے لیبیا میں معمر قذافی کی موت پر مٹھائیاں تقسیم کیں؟ کیا یہ وہی ایران نہیں جو حج جیسے مقدس موقع پر بھی فساد برپا کرنے سے باز نہ آیا؟


*جو لوگ دل سے مطمئن ہوتے ہیں، وہ ظاہری طور پر سادہ اور بے تکلف ہوتے ہیں۔ نہ کوئی بناوٹی انداز، نہ دکھاوا — بس حقیقی زندگی، حقیقی چہرہ اور حقیقی انسانیت۔ سادگی ایک ایسی خوب صورتی ہے جو وقت کے ساتھ کم ہوتی جاتی ہے، مگر یہی سادگی انسان کو سب سے زیادہ دل کش اور خوب صورت بناتی ہے۔*

*Kya Hi Khoob-Soorat Manzar Tha Jab Shaikh Abdur Rahman As Sudais Darul Uloom Deoband Aaye The 😍*

*امریکہ، اسرائیل، برطانیہ، یورپ اور ایران انسانیت کے دشمن ہیں۔ ہمارے نزدیک یہ سب مسلمانوں کے قاتل اور وحشی درندے ہیں۔* > *ہم مسلمان، اِن کتوں اور خنزیروں کی لڑائی میں صرف لڑائی کے ساتھ ہیں۔* *ہم اللہ تعالیٰ سے دعاء کرتے ہیں کہ وہ ان کتوں اور خنزیروں کو آپس میں اُلجھا کر نیست و نابود کر دے۔ آمین ثم آمین یا رب العالمین*

*ایک خنزیر کا ہدف بیت المقدس ہے اور دوسرے کا بیت اللہ۔ یہ دراصل یہود اور اُن کے حامیوں کی آپس کی جنگ ہے۔ لیکن کچھ کالم نگار اور حقیقت سے نابلد لوگ بلاوجہ شور مچا رہے ہیں، بغیر سمجھے کہ اصل لڑائی کس کی ہے اور کن مقاصد کے لیے لڑی جا رہی ہے۔* *Ek Khinzeer Ka Hadaf Bait Ul Maqdis Hai Aur Doosre Ka Baitullaah. Ye DarAsal Yahood Aur Un Ke Haamiyon Ki Aapas Ki Jang Hai. Lekin Kuchh Kaalam-Nigaar Aur Haqeeqat Se Naa-Balad Log Bila-Wajah Shor Macha Rahe Hain, Baghair Samjhe Ke Asal Ladaayi Kis Ki Hai Aur Kin Maqaasid Ke Liye Ladi Jaa Rahi Hai.*

*Timely Marriage!*


*وقت پر نکاح!*


*Jo Log Dil Se Mutma'in Hote Hain, Wo Zaahiri Taur Par Saada Aur Be-Takalluf Hote Hain. Na Koyi Banaawati Andaaz, Na Dikhaawa — Bas Haqeeqi Zindagi, Haqeeqi Chahra Aur Haqeeqi Insaaniyat. Saadgi Ek Aisi Khoob-Soorti Hai Jo Waqt Ke Saath Kam Hoti Jaati Hai, Magar Yahi Saadgi Insaan Ko Sab Se Zyaada Dil-Kash Aur Khoob-Soorat Banaati Hai.*

*America, Israel, Bartania, Europe Aur Iran Insaaniyat Ke Dushman Hain. Hamaare Nazdeek Ye Sab Musalmaanon Ke Qaatil Aur Wahshi Darinde Hain.* > *Ham Musalmaan, In Kutton Aur Khinzeeron Ki Ladaayi Me Sirf Ladaayi Ke Saath Hain.* *Ham ALLAH Ta'ala Se Du'aa Karte Hain Ke Wo In Kutton Aur Khinzeeron Ko Aapas Me Uljha Kar Neest O Naabood Kar De. Aameen Summa Aameen Yaa Rabbal Aalameen*